॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Mahadev Ji ne Krishna Ji ko kya bhet di , jisse wah bahut prasann ho gaye

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

mahadev ji sabse pehle charan sparsh kar aur socha ki prabhu ko sabse pehle bhet kya du mahadev ji ne naam gaya Radha Radha Radha lal ju hunkara mar kar ke muskura de ekdam shant prasann mudra samjh lo agar lala ko muskurana hua to kase hua Radha Radha isliye pure jeevan ka sar kahte hain Radha Radha pakar lo akhil kot brahmand nayak ko adhin kar lo hamare bal wahi hai hamara jeevan hi hai hamara sarvasv Radha naam Radha naam hai jeevan hamara Radha naam pran adhar hai Radha naam hai kata vidhata Radha naam palanhar hai Radha naam ham sabka pujya hai Radha naam ka ham pujan karen Radha naam ke hi dhyan se ham shuddh apna man karen Radha naam ke jap dhyan se prem badhta jaega aur aadha naam hi hamen prem mein nikunj mein pahunchaega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi