॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya Gurudev ki photo par mala chadha sakte hain?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

kisi ki chavi par agar mala rakhi ho to matlab padhar gaye hain to usko agar jite ji kisi ki chavi par laga diya jaise guru janwad ki chavi par foolon ki mala to phir log aake bahut karte hain tok hain ki kyon laga diya kyon apne guru ki chavi ko mala na pahna to kya bola nahi guru ki chavi ko mala na pahna to kya pahnave matlab mala pahnane ka matlab wo mar gaya hai haan mar gaya jaise matlab pitaji ki chavi mein ek mala tang di to matlab pitaji chale gaye hain mala to pujan pujan ka ek ang hai pushp arpit karna mala arpit karna jaise ham roz thakur ji ko mala arpit karte hain apne Gurudev ko pahnate hain mala Gurudev man lo roz hamare paas nahi hai unki chavi hai to roz Gurudev ke chandan lagate hain mala pahnate hain to apne Gurudev ko mala pahnane ka matlab thodi hai ki Gurudev padhar gaye koi shastriya aisa siddhant to nahi hai na shastriya siddhant to nahi hai na ki mala guru ki mala pahne ki nahi Guruji hai hamare ye koi aisa siddhant nahi ye lok mein haan

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi