॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab kisi ne kaha, "mujhmen ghamand nahi hai" to maharaj ji hanskar bole..

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

mar ji mujh mein ghamand ya eego naam jaisi koi bhi chij nahi hai phir bhi yahi ghamand hai marij kah raha hai doctor se main bimar nahi hoon doctor kah raha tum bimar phir bhi mujhe sab aisa samjhte hain ki main ghamandi hoon sahi sahi sahi samjha sahi samjha usmen aap bhi aisa hi samjh rahe hain dekho ghamand na hone par aapko aisa anu hoga ki main samasth jeevan se nich hoon dekho hanuman ji maharaj ko koi ghamand nahi to vibhishan se kaise kah rahe hain bhagwan ke mahan bhakt maha bali hai ja gir charan dei hanumanta chale saga patal turant jeem amogh Raghupath kar bana yahi bhat chal hanumana buddhimta varishtha gyani naam agr ganam balo mein mahabal mahabali hanuman param gyani kya kahte hain asam adham sakha sun moh par Raghuvirr main aisa adham prat lei jo naam hamara te din tai na mile hara asmay adham sakha su yah abhiman rahit vani he bhagwan mere mein ahankaar nahi hai aisa aaj tak ek bhakt ne lekha yahi ahankaar ka lakshan hai ki aap ne kaise final kar diya ki aap main abhiman nahi kisne anubhav karaya aapko ahankaar ne yah to koi sant bolenge

ki nira abhimani hai aur aap bologe ki nahi prabhu sare dosh mere mein hai main to bahut nich pravriti ka hoon

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi