॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhagwan ke milan se purv prakt hote hai ye lakshan

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

dham vasi paramarth mein chalne wala bhagwat bhakti karne wala yah ganth bandh le ki uske jeevan mein pratikultaa aayegi vipatti aayega log uphash karenge log usse mitrata tod denge yah sab lakshan bhagwan ke milne ke hain aap samjho pehle yah sab bhagwat prapti ke lakshan hai agar dhruv ji ko jhatka na hota katu vachan suruchi ji na bo hoti to aisi atal padvi dhruv ko prapt nahi hoti agar Meera ji ka pratikultaa ka vihaar jo unko sahna para wah na hota to aaj ham jaan hi nahi pate ki Meera ji kaun thi hamare jeevan mein pakka samjh lo bhagwat marg ke pathik pratikultaa tiraskaar ninda apman yah seedhiya hai jinse ham chadkar bhagwat prapti karte hain

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi