॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

maharaj ji ne apne BIRTHDAY (janmdin) ka rahasya bataya.

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

yah lok mein manate hain birthday yah jo apne log janmotsav manate hain yah parthiv nashvan sharir ka janmdin nahi hai yah guru pradatt swaroop ka janmdin hai jis din nij mantr mila jis din Gurudev ne sachar bhav ka ismen arop karke ankuran kiya bij boya usi din ko ham manate hain yah aaj ka voh din hai jis din sadguru dev bhagwan ne is adham ko sweekar karke sachar bhav ki prapti ke liye nij mantr virakta bhesh aur bhav pradan kiya usi ka ham utsav manate hain is nashvan sharir ka utsav iska

to matra hi nahi hai aaj hai kal nahi iska utsav manaenge nahi rasik jan kabhi sharir ka utsav nahi manate ye jo janm din hai ye guru kripa ka utsav yah hamara vastvik janm hai is janm ka kya mahatva yadi bhajan vihin gaya to shukar kukar ki tarah mar kar ke phir anya yoniyon mein gaye lekin guru ne jo janm diya ab aisa nahi ho sakta ki sukar kukar ki tarah jeevan vyatit ho jae nahi agar aap unki agyaa par chalenge to jite ji tumhen pata chal jaega ki hamara janm maran khatm ho gaya apne ko pata chalta hai jane mori chati ye kisi ke praman ki zaroorat nahi pehle hi pata chal jaata hai khatm ab aavagaman chakra khatm swaroop bodh apne aap sab pata chal jaata hai kisi ko ismen batane ki thodi zaroorat tumhari ab janm maran parampara khatm wo apna hriday batata hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi