॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

har sukh chhota lagne lagega , bas itna kar lo , abhi bhi samay hai !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

bhagwan ka tot ansh hai chidanand deha bhiman ke karan bhogon mein ghar ghar bhatakta ghum raha hai har bhog ki lalsa se jidhar dekho drishti bhog mai teri durdasha ho gayi bhagwan ki dasta ke bina aur yadi tu jeev se naam japta alasya na karta to aaj tujhe is maya ki dhul phaak nahi na padti dhul kuch nahi hai kisi bhi bhog mein kuch nahi thodi der ke liye hamare chintan ke karan sukh lagta hai uske baad kuch nahi wahi trishna wahi kamna wahi vasna

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi