॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

agar aapko kaliyug ke ant tak jivit rahne ka vardan mile, to aap kya karenge?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

mahara ji jis prakaar shri Ram prabhu ji ne hanuman ji ko chiral tak prithvi par rahne ka vardan diya tha usi prakaar agar hamari shri ji aapse kahe ki aap kalyug ke ant tak prithvi par rahenge to aap kya chahe aapka kya pratikriya hogi jo hukum aise hi kidney phayl rakhte hue rakhe to aise hi bhishan kasht mein rahte hue bhi ham waise rahenge jo hukum malik ka jo hukum das waise hi chalega unke pratikul thodi chalne wala jo pyaro kare soi mo bhave yadi aap aise khush ho hamen aise raji rakhne mein ho to ham raji hain aise rahne mein par asamabhav hai sharir ki ek avadhi hoti bhagwan shri Krishna bhi aae to 125 varsh dhara dham mein rahe to aise hi sharir ki avadhi 60 varsh 70 varsh 80 varsh jitni avadhi hai utna hi rahega iske baad chala jaega ji.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi