॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Jain santajnon se pujya maharaj ji ka kya premay vartalaap hua?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

samasth Jain sangh ki taraf se aapki antratma ko siddhatma ko purn atma ko vandan pranam sabko to aapka vatsalya pure vishv ke andar faila hua hai. Abhinandan bahut abhinandan bahut abhinandan aap sab santo ki kripa se sant kripa hi bhagwant kripa hai. Sant bhagwant kripa se sarv mangal hai. Aap charitartha kar rahe hain. Yugo yugo tak aapka karya aapki bhavna safal hoti rahegi. Aisi shubhkamna dhanyavaad. Bahut sukh mila darshan se. Aapke darshan karke antar prasann ho gaya. Ab hamari Kailash yatra mansarovar yatra safal ho jaegi.

yahan se aapke darshan karke Kailash yatra ki or jaenge. Aap jaise sant mahapurushon ke jahan charan padte hain wahi tirth ho jaata hai. Aap tirthon ko teerthatwa pradan karne ke liye bhramn karte hain na ki apne ko pavan karne ke liye. To yahan baithe-baithe sabko pavan vishv pavan ho raha hai. Aapki shubh bhavna shubh ho raha hai. Are bas aap kahan ja rahe prabhu aap kya kar rahe hain? Are nahi nahi nahi hamen bada aise aise nahi nahi aise darshan murti santo ko

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi