॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab maharaj ji ki kundli jagrat hui tab kya hua?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maharaj ji aapne purv mein yog sadhan ye sare kiye hain maharaj ji maharaj ji kundli jab jagrit hoti hai to kaisa hai? Are akash patal ek ho jaata hai. Matlab pure is pure sharir ki nas nadiyan jhanjhkrit ho jati hain. Matlab jab utthan karti hai to ek ek pita sharir uth jaata hai. Asan se Padmasan lagae baithe hain. Asan se uth jaata hai. Pure sharir ki chan matlab aapko dekh ke lagega inko pret aa gaya hai kya? Aag paida ho jati hai. Aag paida ho jati hai. Aur kya jab bhagwan mein chitt jod de to paramarth ki har sthitiyan jagrit ho jati hai.

bhagwan kahte hain jo nirantar mera bhajan karta hai uski buddhi ko yog main pradan karta hoon. To sab jagrit ho jati hai. Kulni tachakra bhhedan sthul sukshm karan sabka gyan tatv bodh sab ho jaata hai. Bhagwan ka bhakt koi agyani thodi hota

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi