॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

agar bhojan jutha bach jae, to kya karna chahiye?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ghar mein bachchha khana jutha chhod deta hai to meri dharmpati us bhojan ko bahar rakh deti hai taki anya pashu jeev-jantu se kha len. Kya yah karna galat hai yahan? Nahi koi galat nahi hai. Wo jeev is baat ke adhikari hai. Jo aur pashu pa liye to usmen koi baat nahi. Fenken se gadne se accha hai. Kisi jeev ke pet mein chala jaega. To theek hai. Kabhi-kabhi aparadh sa lagta hai ki bachchhe jhutha chhod rahe hain ki ham kisi waise waise wo to bachchhe hain par chahiye yah ki apni thali mein utna hi parose jitna aap pa sako utna adhik apne ko anajan hoti hai na itna pa lenge agar bye chans kabhi bach jaata hai koi pashu pakshi pa leta hai to usmen koi dosh ki baat nahi hai usmen koi aparadh bachchhe hain chhote hain wo deli ki chhote hain haan wo usmen koi aparadh ki bhavna nahi par bahut accha hai apna jhutha kisi ko na khavave apne ko lagta hai zyada hai to pehle nikal dal kar rakh de.

phir pashu pakshasthiyon ko de de. Lekin agar aisa ho jaata hai, bach jaata hai aur aap bahar rakh dete ho, koi pashu apni bhookh mita leta hai to usmen koi aparadh ki baat nahi hai.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi