॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kasam khata hoon ki ab nahi karunga par 1-2 mahine mein brahmcharya nasht kar deta hoon, kya karu ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maharaj ji naam jap abhi kar raha hoon parantu karte-karte ek do mahine mein hastmaithun bhi ho jaata hai aur maharaj ji kasam bhi khata hoon sankalp leta hoon par is man ko nahi rok pa raha maharaj ji sharir ko thakao subah do-teen kilometer daudo aur aadha ghanta dand baithak maro to jis samay man hastmaithun ke liye kahe us samay bhagwan se prarthna karo jor-jor se bhagwan ko pukaro Krishna Krishna Krishna Ram Ram Ram Radha Radha Radha wahi kripa karenge nahi to ye aadat aisi hai bachchha ki log kai kai kai bar din mein karke apne ko nasht kar dete hain aur us samay tahalne niko bahar nikal jao ekant mein na raho jaise bathroom mein hai ya kamre mein man ke khilaf chalo aur us sthan ko chuo mat to bach jaoge nahi to kasam vasam khane se nahi rukta hai isko us samay samay mat do ekant samay mat do turant utho turant bhag pado bahar maidan mein aa jao kisi ke sang aa jao satsang sunne lago mobile se aur sharir ko seva mein lagao mata-pita parivaar ke jan hai pair chhute ho?

haan roz pair chuo. Unke ashirwad se aur unnati hoti hai.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi