॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

beti ne pitaji se jhagda hone ke karan sharir nasht kar liya to ismen dosh kiska hoga ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jinki 17 varsheey beti thi. Dhai sal pehle apne school ke bachchon ki marpeet ki video apne pitaji ke phone se lekar apni ek saheli ko bhej di. Uske baad wo video vayral ho gayi. Is karan uske pitaji ne use dantte hue kuch kadwe vachan bole. Teen din tak donon ek dusre se bole nahi aur wo itni kathorta sah nahi pai aur usne atma kar li. Maharaj ji is atma ke doshi ham hai ya uske aur uske hamare praarabdh kya hai? Papa hai teen din nahi bol rahe. Chauthe din bole hamko apni taraf se sori bolna chahiye.

to hamen aap kar lene se koi nidan ho gaya kya? Pret yoni milegi jakar ke hamen lagta hai ki agar aap to ek saptah ki bhagwat uske liye karva lo agar ham usko prerit karen aur phir wo atma karen to baat hoti hai ab apne aap vichar karke bachchhe hain mata-pita ko bhi chahiye ki bachchon se phrendwat mitrvat vihaar karen jisse unke jo andar chupi hui bhay ya chhupa hua sankoch ya chhupa hua apne ko marne ki baten wo sab nikal jae ki agar bahar man lo galti bhi ho gayi koi to ghar mein akar apni mummy se baat kar le apne papa se baat kar le papa ko chahiye ki mitrvat vihaar karen.

jab bachchha sayana ho jae to dost ki tarah vihaar karna chahiye. Kabhi paas baithkar ke pyar se baat karna chahiye. Dekho koi bhi galti karna ham tumhare dost ki tarah tumhara tumhara hit chahte hain. Tum hamen bata dena. Aisa vihaar nahi karna chahiye. Bachchhe galat karke man lo galat ho gaya. Ab unko ye bhay ki papa jaan jaenge aur udhar dusra blackmail kar raha hai. To sochte hain isse accha kar lo. Isse accha kar lo. To hamen lagta hai aisi paristhitiyan ham apne bachchon ke samne na ane den.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi