॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

mata amba ki kathin tapasya aur saptarishiyon ki pariksha : janie unka adbhut uttar !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

dekha mano murtiman tapasya baithe hu aise bhagwan shiv ke dhyan mein magan amba rishi jan gaye to socha mata ji aankh kaise kholegi namah Parvati pate har har har mahadev itni kathor tapasya to bhuto na bhavishyati par aap chahti kya hai muskura diya ma parvat se prakt hoon hasoge pakka haso mere bhartar mere pati bhagwan shiv ho mano main bina pankhon ke akash mein udna chahti hu meri samarth to aisi nahi par meri chah hai mera hat hai ki main bhagwan shiv ko apne pati ke rup mein prapt karna meri to main karod janm ki baat kahti hu har bar janm lungi aur tapasya karungi aur pati rup mein bhagwan devdhidev mahadev ko prapt karungi aap aur bhagwan shiv alag nahi hai aap donon jagat ke mata-pita hain sashtang dandvat sapat rishi sir jhukaya aur jai jaykar karke pulkit ho kar ke chale gaye

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi