॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab sadhna mein nahi lag raha man, apnao tratak aur pranayam !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

tratak kriya kisi ek bindu par netron ko aise karke aur us par wah naam likh liya manas se aur usi par bas aise ab bar-bar naam chal raha hai ham ekaagr ho gaye. Ise tratak kiya yog mein kahte hain. Ankhon mein jab jalan hone lage phir ankhen shant karke aise mund lo. Aansu nikalne lagenge. Wo bhav ke nahi wo prakriya ke. Phir khol lo aise. Phir naam chalao aise aur shwas ki gati lambi khinche lamba shwas jae matlab 10 20 naam bar-bar naam chal raha isse ekagrata sanchit hogi. Ekagrata sanchit hogi to ham phir 24 ghante uska prayog kar sakte hain.

aur jab aap sadhan par baithe to 10 bar kam se kam agar aap kar sake rokna nahi hai. Baye se khinche bhrpur daen se nikal den. Daen se khinche, baye se nikal den. Aap ek mahina ye karke dekhiyega. Isse 10 bar aise karenge aur ekagrata ye karenge aur naam likhne ki prakriya karenge. Aap ek mahina ye kariega. Phir aap bataiega ki aapko kaisa lagta

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi