॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya sansaar mein mata - pita se badhkar pyar karne wala koi hai ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jo mata ka pyar hota hai na jo mata apne hriday se laga kar ke na aise aise puchh kati hai na wo kahin tribhuvan mein nahi milega aapko agar koi pyar karega na bahut aapko to aapka rup dekh ke rupya dekh ker sharir dekh ke bhog vasna ki lekin maa ye sab nahi dekhti ab bhi jae itne bade ho ghar jaoge na bhojan paya hai raste mein bhojan paya hai tu dekho pao aur so jao phir baat karenge matlab wo aapko sukh dene ki baat sochegi aapke liye itne bade ho lekin wo aisi baat karegi ki jaise lagta hai chhote

bachchhe se baat kar rahe ho sambhal ke jana wahan dekho ye ham de rahe hain ye us samay kha lena aur ise bhulna nahi mb ye pyar kaun deta hai sansaar mein to sab swarth ka vihaar chal raha hai mata-pita ko jarur puja karni chahiye mata-pita ki seva karni chahiye ham jab bhagwan ke shri vigrah ko rakhkar pyar kar sakte hain to chalte phirte mata-pita mein bhagwan ka bhav kyon nahi kar sakte ham to kahte hain aur bhagwan virajman karo mat karo mata-pita ki aradhna kar lo isi se bhagwan mil jaenge shastr kahta hai hamara Upnishad kahta hai mata-pita sakshat bhagwan hi hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi