॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhagwan apne bhakton ki seva kaise karte hain?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

bhagwan ka bharosa dridh rakhna chahiye. Wo arpar ka nirvah karne wale wahi hain. Jagannath ji ke mein madhvdas Baba the aur vriddhavastha hui aur sangrahne ki bimari hui to sangrahne mein bar-bar soch hoti hai. To behosh ho gaye. Jab aankh khola to Pitambar ka sapha bandhe unki soch ki langoti samudra se dho ke faila rahe the. To unka beta tum kaun ho? To jab aankh aise are Swami aap kyonki jo dhyan mein dekhte the wahi bhagwan samne to unka prabhu aap aap aisa kam kyon kar rahe ho? To bole Baba jab tumhara koi hai nahi to phir ham hi to hai na to vishwas karo wah apne janon ki seva vivid rupon mein akar kar jaata hai wo vivid rup badal kar aata hai aur apne bhakton ki seva jab tumhare paas koi seva ke liye nahi hoga to bhagwan swayam sevak ban karke aa jaega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi