॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

3 karod naam japne par aapke saath kya hoga? Naam jap (bhag - 3)

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

teen karod naam jap karne wale ka hriday pavitra hua aur jo asadhya tha ki kam nahi chhod sakte, krodh nahi chhod sakte. Are yah to bahut badi sab sadhya hone laga. Wo jo chahta hai wo ho jaata hai. Teen karod naam jap karne wale ka. Aisa sansaar use pyar karne lagta hai. Jab teen karod naam ho jaata hai jaise saga bhai apne sage bhai se pyar karta hai aur usse bhi ghanishtha pura sansaar use pyar se dekhta hai jiske teen karod naam rupi dhan ho jaata hai. Char karod jab naam hue

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi