॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Jain sant pujya hansranna sureeshwar ji maharaj se maharaj ji ki kya vartalaap hui ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ham aapki urja lene ke liye hi aae hain. Aap urja dene ke liye aae hain. Ham adham jeev hain. Aap kripa karne ke liye sant jan kripalu hote hain. Jab bhagwan dravit hote hain to sant janon ka sang milta hai. Viraj baithta hai. Pankha aapka arogya ki itni hote hue bhi aap itni samadhi mein ho, prasann ho. Dekhte hain hamko bal milta hai. Bahut bar aapka video bhi ham sunte hain. Kabhi bhi aise hota hai ki itne achhche sant hai to ham bhi bhagwan se prarthna karte hain. Aap santo ki prarthna se hi chal raha hai. Nahi kab ka mit gaya hota.

mana chale to ham log hamari kidney aapko de dete. Donon kidney de. Aise ham bhavna bhat hai. Is samay hamare Jain munio ne jo hamari purv santo ki parampara rahi hai. Bahut sangopang nirvah kar rahe hain. Dekho pite bhi gaye. Bhookh pyas bhi garmi sardi aisi garmi mein sab pure kasht sah karke apne dharm ka palan kar rahe hain. Ham bar-bar pranam karte hain. In munio ko bar-bar pranam karte hain. Aapki kripa drishti mili na wahi hamare liye bahut badi chij to aapka pyar aapne abhi bataya ki kripa wahi badi baat hai.

ye jo aapka pyar mila na hamara hriday ekdam aap pyar murti hain. Om

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi