ek gyani purush kisi vyakti mein kya dekhta hai?
pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
jab prahalhad ji ko shringar karke kayadhu ji ne bheja hiranyakashyap ke paas to sashtang dandvat ki aur pita shri kah ke sambodhan kiya lekin god mein baithalne ke baad pucha beta tumhen sabse accha kya lagta hai to unka bhagwan shri hari bhagwan shri hari ki navda bhakti shravanam kirtanam smrnam Vishnu pad sevnam archanam vandnam dasyam sakhyatma nived utha ke patak diya mere dushman ka naam leta hai tu tu shatru paksh ka ho gaya teri aisi buddhi kisne badal di to kaha Daitraj bhasha badal gayi pita shri nahi kaha Daitraj aur bhagwan dular kar rahe hain aur unke charnon mein mastak rakhe hue hain aur hiranyakashyap ko godi mein lekar phade hue baithe hain to wahan pita nahi hai.
wahan bhagwan ka virodhi hai. Agyani purush yah dekhta hai ki yah mera pita hai, mata hai. Gyani purush dekhta hai ki ye dharmik hai ya adharmic
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- jisse prem hota hai, uski har chiz pyari lagti hai — jab ham kisi ko apna mante hain to bar-bar uski charcha karne mein, bar-bar uski charcha sunne mein aur wah gali bhi pyari lagti hai jismen apna pyara rahta hai aur uske padosi bhi pyare lagte…
- bhagwan kab milte hain? Har sadhak ko janna chahiye | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj — ek bar narad ji maharaj bhramn karte hue ja rahe the to kuch samip pe ek bat vriksh ke niche mahatma bhajan kar rahe the ek peepal ke niche bhajan kar rahe the to narad ji ko pranam karke bat vriksh wale…
- mouka bar-bar nahi milta. Kahin der na ho jae! — yah jitni bhi gandi baten hain madirpan karna, mans khana, juaa khelnaa, vybhchar karna yah sab mahapap hai. Buddhi ko bhrasht karakar aise jeev ko nasht ho jaata. Yah samjh mein nahi aata. Manushya sharir…
- mangi hui har chiz kyon nahi milti, kya wajah hai? — maa ke paas gaye hamen itne rupaye dijiye nahi hamen chahiye itne nahi denge nahi denge nahi denge to badmash barbad karega to yah baat maa se hi ho sakti hai dusre se nahi ho sakti aap dusre se…
- 🤍🤍radhapiy ju ke phool bangla mein darshan 🤍🤍 — Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha [ghanta] Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha…
- kaliyug mein aisa kya khas hai jo Satayug mein bhi nahi? — kalyug papon ka vistar karega to munio ne vichar kiya ki papon se kaise bacha jae to bhagwan vyas dev ji us samay ganga ji mein snaan kar rahe the to sabne socha chalo vyas ji se chalkar ke…