॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab kisi ne pucha - maharaj ji, kya shivji Cute hain?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maharaj ji aapne to shiv ji ko dekha hai maharaj ji wo kaise dikhte hain maharaj ji bete ko dekh le to bap ka anuman lag jaata hai ki nahi lag jaata to ab bhagwan ko agar dekhna hai to unke bete bhakt ko dekh lo aap dekho wo karpur gaurav hai thoda jaise are unki jata bahut badi hai bhai thodi chhoti hai lekin hai unhin ke bachchhe ham haan ji to bahut kyoot honge bahut kyoot honge wo haan bahut kyoot hai bahut kyoot hai bahut kyoot hai to bhagwan shiv jo hai jaise dikhte hain waise hamari vani mein samarth nahi ki ham unko bata sake.

apaar saundarya samudra hai ab netron ne dekha to inke vani nahi hai aur vani bolti isne dekha nahi. Bas ye hai naam jap karo wo kabhi kripa karen to anubhav kara de ki wo kaise hain? To kaha wah bahut sundar hai. Bahut man mohak hai. Bahut anand mein hai. Man nach parta hai. Jab unka thoda bhi bhav aata hai to man nach parta hai. Itne anand mein bhagwan shiv

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi