॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

tujhe nind nahi aayegi, mal-mutr ruk jaega,aisa shraap mila hai kya karu?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

Baba pooch rahe hain ki aap ek mandir mein gaye aur wahan ek surdas ji mile. Unhone mere se paise mange. Mere paas paise nahi the. Maine mana kar diya. Surdas ji ne gussa ho gaye aur bole main tujhe shraap deta hoon ki tu tere ko kabhi nind nahi aayegi. Na hi mal mutr ka tyag kar payega. Janm janmantar dukh payega. Maharaj ji is shraap se mukti ka aise logon ki baton ka koi pravah nahi parta. Aisa ho tab to pure vishv ko satlok trasit kar de. Pakhandi log logon ko pareshaan kiye hain. Kar se utre darwaza khatakhtaya sant bhesh mein ham yagya karne ja rahe hain.

hamko itne hazar rupya do nahi doge to tumhara ladka aur wo ghabra gaya ki grihasth adh sadhu hai wo sadhu ho hi nahi sakta. Jo rupaye ke liye tumhen saanp de jo rupaye ke liye tumhen trasit kare jo apni kamna tumhare samne rakh de wo sadhu hi nahi hai. Pakki baat samjho sadhu tumhare hit ke liye kabhi sant se tumhare karya ki hani nahi ho sakti. Kabhi mangal bhavan bhagwan ke das ke dwara tumhara amangal nahi ho sakta. Sant to darshan sambhshan se amanglon ka nach karte hain. Sant amangal kaise kar uske dimaag mein baith gaya ki surdas ne kah diya ab ye kuch nahi hota Baba.

unhone kaha tha ham mita rahe hain tumhara. Theek hai. Samjh mein aa gaya? Haan. Ab ab thoda moong ki daal aur phulka pao. Puri kachori mat pala nahi saanp lagu ho jaega. Aa ha ha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi