॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

shadi ke baad bhi kyon bigadte hain rishte ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ji aajkal ke samay mein bachchhe chahe apni pasand se shadi karen ya mata-pita ki pasand mein donon hi paristhiti mein parinaam achhche nahi ate. Aise mein ham kaise pata lage ki shadi aaenge kaise? Aajkal bachchon aur bachchiyon ke charit pavitra nahi hai. Man lo hamen char hotel ke bhojan khane ki jaban mein aadat par gayi hai to ghar ki rasoi ka bhojan accha nahi lagega. Jab char purush se milne ki aadat par gayi hai to ek pati ko sweekar karne ki himmat usmen nahi rah jaegi. Aise hi jab char ladkiyon se vybhchar karta hai to apni patni se santusht nahi rahega.

use char se vybhchar karna padega kyonki usne aadat bana li hai. 100 mein koi do char kanyaen aisi hongi jo apna pavitra jeevan rakhkar kisi purush ko samarpit hoti hongi. Kaise wo sachchi bahu banegi? Jo char ladkon se mil chuki wo sachchi bahu banegi. Jo char ladkiyon se mil chuka sacha pati ban payega. Jab muglon ka aakraman hua to pavitra ke liye jaan de di lekin chune nahi diya sharir ko aur aaj wahi bachchhe yah sab kya hai apne pati ke liye pran dene ki bhavna hamare desh mein rahi hai ki hamari hamari jaan chahe chali jae mere pati ka bal makhan ho aur yahan patiyon ke saath aisa vihaar ho raha hai.

apni patni ko pran mana gaya hai. Kahan hamare desh ki ye bhashaen gayi bachchhe bachchyan hi pavitra rahi hai. Wah agar kisi tarah se pavitra mil jae to bhagwan ka vardan samjho. Ham kahte hain chalo jo bacchapan mein galti ho gayi ho gayi lekin byah hone ke baad to sudhar jao. Bada vichitra samay hai, bada vichitra samay.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi