॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab bhakt "maharaj ji, satsang anya bhasha mein bhi karen!"

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

hai. Aap keval ek bhasha Hindi mein hi bolte hain. Anya bhasha kshetra tak aapki baat pahunchni chahiye. Maharaj ji aap iska samadhan ab ham kya karen yar bharat mein paida hue hindustan mein hamari matribhasha Hindi hai. Sanskrit aur Hindi in do bhashaon ka hamen gyan hai. Iske alawa angrezzi mein aap jaise baat karo. Kuch shabdon ka gyan hai jo bolchal bhasha mein bole jaate hain na. Jab takneek ka sahara nahi le sakte maharaj ji. Are takneek to beimani kar rahi hai aajkal. Nahi kar rahi hai. Kisi ki bhi awaz se kisi ko kuch bhi bulva de.

ek hamko hamara hi video dikhaya ki Diwali aa rahi hai. Aap ye lijiye aap ye lijiye to aapko bada shubh hoga. Ham kaha hamne kab bola? Takleeki se sab bulvaya jaata hai. Likhat ka to aa sakta hai maharaj ji. Jaise Hindi mein aapka koi ek vani hai. Brahmcharya ke upar hai to usko ham alag-alag bhashaon mein badlav kar sakte hain maharaj ji. Bat bahut sare aajkal veediyos aa rahe hain. Agla aap prachaar prasar kar rahe hain ki ye ye pani piye to bahut accha hoga aapke liye. To hamen lagta hai ki agar hamare hindustani sudhar jae to itna hi hamara bahut bada Baba ji balna sarthak ho jaega.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi