॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab kisi ne vivah ki vidhi puchi, maharaj ji hansi nahi rok paye!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maharaj ji, main aapse janna chahta hoon ki shastron ke anusaar vivah ki sampurn vidhi kya hai? Jo pandit vivah karate hain na ye prashn tumko wahan karna hamara nahi hua to ham kya bataenge. Ab usse pooch rahe vivah ki vidhi jisse kabhi vivah nahi hua. Bhai us pandit se pocho jo roz vivah karwata hai jiska vivah hua hai. Ham itna jarur kahte hain ki bhagwan se prarthna karo ki jeevan sathi pavitra mil jae. Aise kalikaal mein jeevan sathi pavitra milna bada kathin ho raha hai. Sansaar samudra se bhagwan bacha hai.

wahi bada vichitra sansaar sam bacha. Na to hamko iska vyadi ka gyan hai aur na hamne kabhi panditai karai hai. Vedant bhakti yog ashtang yog karm yog yahi baten jante zyada hamen panditya ka to gyan hai nahi ab jis vishay ko ham jante nahi us vishay ko kya ham varnan

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi