॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya aapne bhi kabhi papa se baat karna band kar diya hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

kabhi papa ne dant diye to age se baat nahi ho pata unse phir nahi papa hai pehle dimaag mein virajman karo ki wo hamare pita hain wo dantne ke baad bhi hamen pair chuna chahiye man karta hai ki ek bar samne se ek bar wo kar de to phir gale lag jane nahi wo nahi ham karenge wo hamare papa hain wo hamse baat na karen to ham unko gher karke unke charan chhuenge bar-bar unse vinay karenge hamse galti ho gayi na galti ho aur bade jan dant rahe ho to bhi apni galti sweekar karna chahiye. Jaise dost mein main bhi jaise koi bahut kuch janta hai.

mere ko sikhne ka man bat kuch anand ho gaya to usse age se aproch nahi karta. Bahut chhoti-chhoti baten hain. Ye sab theek ho jaenge. Naam jap karo. Naam jap karte ho? Nahi achhche se karo. Counter le lo aur usmen sankhya sahit naam jap karo. 20000 500 1 lakh aise naam jap karo. Aaj le lena counter aur naam jap karo. Theek hai.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi