॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

is diwali kya karen aur kya na karen !! Diwali vishesh !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

Diwali hai deep prajvalit karo Priya pritam ki aarti utaro bhog lagao aur baith jao leke mala aur 121 baje raat tak naam jap karo siddh yog hai jaise jo anya siddhiya prapt karte sabko raat mein jagna hota hai ye lok vihaar lok manyataen inko satya na maniye Diwali ke din wo sab khelte hain ham bhi khelnge kya jeevan ki baji kya Priya Prita mere deep mahotsav ka yahi swaroop ho ki gyan deepak jal jae prem deepak jal jae ye as aacharan koi tyohar hote hain dhahne mein patit hone mein der nahi lagti chadne mein der lagta hai isliye sabse prarthna hai koi bhi aisa aacharan mat karo jo tumhare satsang tumhare bhajan mein badhak ban jae hamara koi bhi tyohar shyama Shyam se alag nahi hoga hamare shyama Shyam ka shringar karo virajman karo deepak jalao aarti karo bhog lagao nacho gao jeevan ki baji laga dete hain Priya pritam ke charnon mein aur jit hamari hogi kyonki Priya jo hamare saath hai nagri dasi janm jitaya balhari balhari

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi