॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

vrat kyon rakhti hain mahilaen? Janie iske piche ka sach!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jaise ham mahilaen jo vrat rakhti hain putro ke liye ya pati ke liye us karva chauth ka vrat phir kis us uddeshya se rakhti hain? Agar hamara hai ki garb se 10 din nikalne ke baad marna hai to 11van din ham nahi dekhenge 10ven din hi mar jaenge. Jaise hamari ayu 10 varsh hai. Ab hamko koi vighna chhota-mota ane wala hai. Maa vrat kar rahi hai. Uska jukam theek ho jaega. Usko bukhar nahi usko chabeta nahi lagega. Usko chot nahi lagegi. Mrityu ka nischit time hota hai. Use roka nahi ja sakta. Haan ab jaise mrityu yog lag raha hai.

abhi mrityu nahi hai to Mrityunjay jap karo kat jaega. Mrityu yog lag raha hai lekin mrityu nahi hai to wah bach jaega. Agar mrityu hai to Mrityunjay jap bhi use nahi kaat sakta. Nahi koi bacha ke dekh le. Paap karm itna uska prabhavshali ho raha hai ki wo mrityu yog jaisa dand dega. To Mrityunjay jap kiya ki yog kat gaya. Ayu nahi ayu agar samapt ho gayi hai to phir samapt hi ho gayi hai. Phir use nahi badhaya ja sakta. Nahi bhagwan Ram ji apne pita dashrath ji ko jivit kar lete aur mata kaushilya vaidhavya na hoti.

yahan jo janma right time jab aaya usko yahan se jana padega. Bilkul koi bhi vrat niyam sanyam se nahi ruk

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi