॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jo bhagwan par bharosa karta hai, use koi gira nahi sakta !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

Angad ji ko ek hath se utha den. Aise veer Ravan ki sabha mein baithe the. Ek hath se aise utha de Angad ji ko. Lekin Ram pratap sumir pan ropa bhagwan ke bal ka smaran karke aur Angad ne taal mari aur kaha tumhari sabha mein koi veer ho to mera pair utha de. Ram ji wapas chale jaenge. Siya ji ko har jaenge. To 10 da hazar veer ek saath lage lekin Angad ka pair nahi hila sake. Ram bal hai. Sabse bada bal bhagwan ka bal. Agar ham bhagwan ke bal se yukt hain to hamara koi bal banka nahi kar sakta. Aur bhagwan ka bal nahi to phir maya to phir choupat kar hi degi.

sabse bada bal bhagwan ka aashray bhagwan ka bal. Bhagwan ka sumiran karte hue bhagwan ke bal ashrit se raho. Is maya samudra se par ho jaoge. Bhagwan ka bal agar nahi hai tab to maya parast

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi