॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab giriraj shila ne ek brahmin ko bachaya ek Rakshash se !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek samay ki baat hai ek gram mein ek brahmin rahta tha to wo apna rin lene ke liye koi dhani mani Mathura Puri mein rahte the to yahan aae wo apna karya pura karke jab ghar ko laut rahe the to raste mein giriraj Govardhan ji mile to aisa sundar patthar ka tukda aise dekh kar ke unko laga ki saath le jana chahiye apna karya pura karke wo ghar lautne laga wo gol patthar bada sundar laga giriraj ji ki shila to utha li abhi wo Brajmandal mein hi tha ek ghor Rakshash us par tut para pu brahmin bade-bade dant bagad kar brahmin ko khane ke liye Rakshash bahut bhukha tha wo dahadta hua brahmin ke upar ab jaise koi aakraman kare to apne paas kuch hota to aise karne ka brahmin ke hath mein giriraj shila thi sidhe us Rakshash ke upar giriraj shila ka prhar kiya jahi giriraj shila sparsh hui uska Rakshash sharir chhuta aur Shyam sundar rup arthat bhagwan ke sup moksh ko prapt hua

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi