॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

naam japte hue bhi dukh kyon ate hain? Janie gahra rahasya !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ye log baat kam samjh pate hain. Jaise aap sal bhar se naam jap kar rahe ho aur aapke jeevan mein vipatti par vipatti badhti chali ja rahi to aapko lagega naam ka koi prabhav nahi ho raha. Bas yahan yah baat samjhni hai. Naam apna prabhav karega lekin piche ke jo pehle se paap ka parinaam nischit ho gaya hai. Wah to jo baan chhut chuka hai wo hamare lagega ankhen. Yah hamara praarabdh pehle se chayan ho chuka hai aur hamara paap hai jaise 1 kilo aur jab 25 gram to abhi kaise usko paap kar payega jab hamara sava kilo naam hoga tab ek kilo ko daba ke age prabhav dikha dega to hamko naam jap ke parinaam mein dhyan nahi dena chahiye naam jap par dhyan dena chahiye parinaam to amog hai avinashi hai wo nischit phal dekar rahega jab sansarik jhutha karm mayakrit karm phal dekar ke nahi rahta hai to sacchidanand mein karm kyon hamen phal nahi dega ham gali den to yah hamen phal milega iska aaj nahi to kal milega aur ham Ram bola to iska phal nahi milega gali to jhuthi baat hai asat hai jab asat apna phal de ke rahta hai to sat phal kyon nahi dega to isliye hamen vishwas rakh ke khub lambe samay tak dhairya purvak naam jap karna chahiye tab maya par vijay prapt

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi