॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jisse pyar karoge, wahi rulaega – ye sach jaan lo !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

sansaar mein jisse pyar karoge wo tumhen ant mein rulaega jarur. Ham pakki baat kahte hain ant mein tumhen rulaega. Parinaam yah dega agar bhagwan se pyar karoge to ant mein muskurate hue jaoge. Tumhara ant bahut accha hoga. Mana aaj tum bhagwan se jude ho to tum dukhi ho. Kab tak? Jab tak tumhara purv paap hai. Aur jis din wo nasht hua usi din tum aandit ho jaoge. Bhagwan se jud jao. Bade mahapurush ke tum ansh ho. Vande mahapurushte charnarwindam bhagwan ke ansh ho. Agar prabhu ko saath liye ho to jit jaoge.

nahi to harna padega. Ka ye harne ka desh

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi