॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab sabne chhod diya, shriji ne Radha keli kunj de diya!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

prambhik avastha mein aapki donon kidney kharab hui. Aisa pata chala to aapko ashram se nikal diya gaya aur kaha gaya ki ham tumhare thekedar hain. Aapne usi samay apna saman uthaya aur ashram se nikal gaye. Maharaj ji wahan se nikalne ke baad aapne kya kiya aur aapke jeevan ka sangharsh kya? Ham Radha vallabh ji gaye aur Radha vallabh ji se baat ki ki kahan rahe? Kya karen? Do ghanta baithe rahe. Aarti ho gayi thakur ji ki. Koi na sanket mila na koi baat ki. To jhola tanga bahar nikle ki footpath mein pare rahenge.

jo hi nikle to ek sant mile to aise hi Radhe-Radhe karte. To kahan jhola tange ja rahe ho? To bataya aur bole chalo na hamare paas ek kamra ekstra hai to kali dah mein unhone kamre mein rakha kuch din hue to goswami ji mile jo Radha vallabh ji ke hain to unhone kaha ki Baba aajkal kahan rahte ho tumne kaha pathak Baba apne kamre aa jao na hit dham kutia khali hai bas hit dham aa gaye to hamara jeevan ka jo mod hua wo hit dham se hua ek chhoti si kutia thi matlab jismen pair phailae to divar idhar idhar idhar bas ek bathroom jaisi aur upar chat tuti hui aur bijli ka connection nahi.

to jab 101 varsh ho gaye to swamini kunj jo bani thi jismen ham satsang karte the wo sab aapas mein milkar ke chal sab ban gaye. Hamko pata bhi nahi chala kaise kya ban gayi. Aur bas phir Radha ke kunj bani to dhire-dhire dekh hi rahe. Sab yahan tak aise jeevan yatra hui. Hit dham tak bhiksha maang ke khate the. Wahan se jeevan palatte palatte ab dekho yah jeevan aa gaya. Samaj ki seva de di. Waise

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi