॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ab mujhe bhi paisa kamana hai, kyonki bina paise ke ye duniya sunti nahi!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

khush rahna chahta hoon maharaj ji par mere ko dhan ki kamane ki bahut lalsa hai aur main bada aadmi banna chahta hoon kyonki paise ke bina kahin bhi kitna bada banna chahiye kitna bada banna chahte ant hi nahi hai is chij ka to koi haan ye vivek ki baat hai ki iska ant nahi hai to jab uska ant nahi hai to ham jitne mein kya utne mein santusht nahi rah sakte hamen santusht hona padega chahe jitna ham bade ho jae ye bahut sundar uttar diya ki iska ant nahi hai uska ant nahi hai to ham jahan aaj chahe jitna bade ban jae hamari bade hone ki lalsa hai kabhi mitegi nahi to ise mitana hi to padega to aaj mita do bachchha to jitne mein ho utne mein sukhi ho jaoge santosh bhagwan mujhe jaise rakh rahe hain jaisi paristhiti diye main raji hoon yahi sabse bade dhani ki pehchan hai ki agar hamen namak roti milti hai to main santusht hoon kyonki iska kabhi ant nahi hai.

bharat ke sabse number ek dhani ban jaoge to tumhen vishv ke banne ki aur vishv ke ban jaoge to phir Devraj indra banne ki Devraj ban jaoge to brahma banne ki kabhi iska ant to hai nahi hamari baat man lena naam rupi dhan tum ekatrit karo use bhaja lo jitne bade dhani banna chaho ban jaoge isliye yadi naam jap karoge hamari baat man lo har sankat ki nivitti aur har labh aapko prapt hoga.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi