॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya padosi ke ghar jane ke liye jhooth bolna theek hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

kabhi-kabhi bado ka man rakhne ke liye thoda karna parta hai. Wo udas ho jaate hain. Zyada sach jhooth bolne se bade achhche prasann hote hain. Sach bolne se matlab gussa aa jati hai. Kis vishay par? Hamen jaise jaise main ek udaharan batau to hamari samjh mein aa jae. Jaise kisi ke ghar rahna hai. Agar meri friend hai uske paas ghar rahna hai. Unko zyada nahi pasand hai to ham kuch aur kah ke chale jaate hain kahin. Padosi ghar jana hai to bolenge us jaise unki mataji ko yah pasand nahi hai. Jana inke ghar mein ja inke ghar rahe ja inke ghar ke nahi galat hai galat hai to agar ham apni galti sudhare to theek hai jhooth bolna ise chalbaji kahte hain isko chalbaji kahte hain.

jhooth bolna chalbaji karna kapt karna ye gandi baton ko ham apne jeevan mein na rakhen. Sidhi baat hai aapko pasand nahi lekin hamara karya hai wahan tak jana to aap kshma kijeyega main wahi ja rahi hoon jahan aap nahi chahti hain hamen jana aniwarya hai wo thoda unko bura lagega lekin unko pata hai meri bahu kahan gayi hai ab turant kam banao wo bole unke ghar gaye bole unke ghar nahi gayi wo to unke ghar gayi hai tab to bahut hi galat ho jaega jab unko asliyat pata chalegi to hamen lagta hai jahan tak ho sake jhooth na bola raja

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi