itna dhokha mila ki ab bharosa karna bhul gaya hoon..
pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji ek bar mujhe jeevan mein dhokha mila ab koi accha vihaar karta hai to bhi mujhe jhutha lagta hai mera man kisi par vishwas nahi kar pata maharaj ji aise mein mujhe age kaise bhagwan par vishwas kar sakte ho bhagwan tumhari raksha karega koi tumhare saath aviswas bhi karega to tumhen kisi bhi tarah patit nahi kar payega sansaar itna swarthi hai itna swarthi malin swarth hai ki aap gardan utar ke de do to bhi wo ehsan manne wala nahi to bhi ye nahi manega ki dhanya hai isne ne hamare prati jeevan de diya.
to apne ko kya karna hai? Sansaar ko nahi dekhna. Apne ko dekhna hai ki hamne iske saath hit kiya. Ab iska phal bhagwan mujhe denge. Tum jo hamare saath bura karna usko bhi bhagwan dekh rahe hain. Jab bhagwan uska phal denge to tumhen bhogna padega. Ham to bhagwan ke sakshi man karke bhagwan ko aur achhche hi karm karen. Bure karm na karen. Hamare saath jo bura karna chahta hai ham bhagwan ki sharan mein to use bhagwan dekh lenge. Use sambhal denge. Ham log bhi to swarth ke liye hi bhagwan ko puj rahe hain. Haan bilkul bachchha bilkul koi birla aisa hai ki bhagwan se prem karta ho nahi swarth ke liye hi puj raha hai.
par swarth ke liye bhi pujna bhagwan ke liye mangalmay vidhan pana hai. To bhagwan ki agar ham sankat nivitti ke liye bhakti karen to bhi bhagwan prasann honge. Dhan prapti ke liye bhagwan ki bhakti karen to bhi bhagwan prasann honge. Swarthi parmarathi ban jaega. Agar bhagwan se juda
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- jisse prem hota hai, uski har chiz pyari lagti hai — jab ham kisi ko apna mante hain to bar-bar uski charcha karne mein, bar-bar uski charcha sunne mein aur wah gali bhi pyari lagti hai jismen apna pyara rahta hai aur uske padosi bhi pyare lagte…
- bhagwan kab milte hain? Har sadhak ko janna chahiye | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj — ek bar narad ji maharaj bhramn karte hue ja rahe the to kuch samip pe ek bat vriksh ke niche mahatma bhajan kar rahe the ek peepal ke niche bhajan kar rahe the to narad ji ko pranam karke bat vriksh wale…
- mouka bar-bar nahi milta. Kahin der na ho jae! — yah jitni bhi gandi baten hain madirpan karna, mans khana, juaa khelnaa, vybhchar karna yah sab mahapap hai. Buddhi ko bhrasht karakar aise jeev ko nasht ho jaata. Yah samjh mein nahi aata. Manushya sharir…
- mangi hui har chiz kyon nahi milti, kya wajah hai? — maa ke paas gaye hamen itne rupaye dijiye nahi hamen chahiye itne nahi denge nahi denge nahi denge to badmash barbad karega to yah baat maa se hi ho sakti hai dusre se nahi ho sakti aap dusre se…
- 🤍🤍radhapiy ju ke phool bangla mein darshan 🤍🤍 — Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha [ghanta] Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha…
- kaliyug mein aisa kya khas hai jo Satayug mein bhi nahi? — kalyug papon ka vistar karega to munio ne vichar kiya ki papon se kaise bacha jae to bhagwan vyas dev ji us samay ganga ji mein snaan kar rahe the to sabne socha chalo vyas ji se chalkar ke…