॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

grihasth mein bhi bhagwan mil sakte hain, phir sanyas kyon?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maharaj ji agar bhagwat prapti grihasth jeevan mein rahkar bhi ki ja sakti hai to sanyaas jeevan dharan log kyon karte hain uska koi alag anubhuti hoti hai? Bhagya bhagya bhagya mein dulhan nahi badhae bhag mein garam garam roti nahi badhae hain. Tab kya karen Baba ji balla padega. Jo vishay priyjan hai wah grihasth marg se bhagwan ko aur jo nirvishay singhwat hai wo maya ko raundte hue vairagya marg se bhagwan mein chalte hain aur ek dharm se chal ke aise mahanubhav purushan ki seva karte hue atit seva karte hue parivaar ka poshan karte hue nath sakal sampada tumhari main sevak samet sut nari wo bhi bhagwan ko prapt hota hai.

samasth vishyon ka tyag karke jo chalte hain ye jagat bandhneey hote hain. Jagat bandhneey hote hain. Mam bhakto bham pun ye singhwat marg hai. Ye har maya ke akarshan ko har maya ke aakraman ko sahta hua wo mahatma bhagwan ke marg mein nirwashay chalta hai. Isliye bhagwan unke piche piche dolte hain. Ekadshi skand bhagwat mein kah rahe hain ki jo nirapeksh hai kisi ki apeksha nahi rakhte. Muni mannsil hain. Nirantar manan chintan bhagwan ka karte rahte hain. Samdarshi hai. Sab mein ek param tatv ko dekhte hain. Nirwair hai.

aise mahatma ke piche piche main dolta hoon ki uski charan raj mere upar par jae aur main pavitra ho jaun. Param pavitra bhagwan aisa kahte hain. To yah sinhon ka marg hai. Sinh marg par balyvastha se mata-pita parivaar sabka tyag karke ekmatra bhagwan ko apna priyatam mankar puri zindagi gujar dena ye sinhon ka marg hai.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi