॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ek aisa gyan jo dar ko jad se mita dega !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

agar hamen gyan ho jae to hamen to koi mar nahi sakta. Hamara swaroop jo hai avinashi hai aur sharir vinashi hai. Iska vinash nischit hona hai. Vinash ka matlab parivartan. Yah abhi ekatrit hai to rup ban gaya aur parivartit ho gaya to rup bigad gaya. To hamen bhagwan ka naam jap karke satsang ke dwara shastr swadhyay ke dwara yah gyan prapt karna hai ki main sharir nahi hoon. Main prabhu ka hoon. Prabhu ka ansh hoon. Avinashi hoon. Jab asliyat mein yah gyan anubhav mein aa jaega to mrityu ka bhay khatm ho jaega.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi