॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhakt ki har kathinai ka nivaran kaise karte hain bhagwan?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ki ek bar ham mahoba kisi sant ke saath gaye hue the aur ham yahan phir wahan se do-teen din mein man ham kaha ham kashi hi jaenge to ek bhagat the unhone ticket banva di to unhone aise hi general ki ticket banwai aur hamko baithaal diya achhche wale usmen jo bhi kaun sa haan usmen baithaal diya aur unhone do-teen station ke banwae the to jab pura batch aaya ratri mein unka ticket ticket bole ye ticket jo hai pahli baat to general ki hai aur aap baithe kahan ho kaha iska hamen gyan nahi hai to unka kaha ye to teen station ki thi aur aap kahan ja rahe ho unka kashi bole to hai hi nahi ticket khade ho ye ham sanyaas vesh tha hamen vastvik bilkul hamen gyan nahi tha ki kya hota hai ki ye koch aur kya hota hai wo bilkul gyan nahi tha kyonki dehat mein paida hue ganga kinare sadhna ke itne mein ek aadmi upar se utra angrezzi se unse baat ki turant itni badi kaagaz ki tikat banwai aur hamko di kaha baitho aap aur unko bhaja ke upar baith gaye kaun tha mera bhagwan tha age ho sakta hai wo dhakka mar ke hamko utar

dete lekin kaun tha jo ek second nahi laga sari samasya ka nidan karke aur ham baithe kashi mein aram se utre

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi