॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya bachchhe-bachchiyan school mein dosti kar sakte hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

friend bana ke galat aacharan karna galat hai. Galat aacharan mat karo dost banae raho. Ghar mein bhai bahan nahi rahte kya? Ghar mein bhai bahan rahte hain aise school mein dost dost hai koi fark nahi parta bachchha bachchi mein. Lekin gandagi kyon? Gande aacharan kyon? Usi ka virodh hai. Gande acharno ka tyag karo. Friend mein koi dosh nahi. Lekin friend ek dusre ki unnati chahe na ki unnati chahe. Kabhi-kabhi agresiv ho jaate hain ekdam. Haan, aap hamare upar thop kyon rahe? Bhakti kyon thop rahe aap aise aisa aisa hai aisa hi hai par hamen lagta hai phir bhi hamen piche nahi hatna chahiye ab phir age badhna chahiye apne bachchon se mitrvat vihaar karke bilkul aisa unko lage ki papa hamare dost hain ki dekho yah galat baat hai yah aap mat karo age chalkar ham aapko sab suvidhae denge lekin abhi yah theek nahi hai mitrvat unse jankari karo unke aacharan kahan phesal rahe hain unko pusht karo hai to bahut kathin kyonki jaisa sang hota hai vaisa hi rang chadta hai yadi wo bachchhe satsang sune, shraddha karen to hamen lagta hai parivartan ho sakta

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi