॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab maharaj ji ki mataji ai maharaj ji se milne

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

13 varsh ki avastha thi to abhi char panch din hi ghar se bhage hue the thodi der mein dekha to jo suna amma aa rahe hain ye bahut sabse bada hota hai ismen thappad ka bhay nahi tha ismen asuon ka bhay tha ab jo hi aae so daud ke aise babhu aa gale a kaha ab to dher ho gaye ab kya uttar de ham kaha aap hamen ye batao jis marg mein ham ja rahe kya galat hai bole kabhi nahi galat hai raat din bhajan karna par jab tak ham jivit rahe hamare samne ghar mein raho aur tum bhajan karo keval bhajan karo ham kaha amma aisa nahi hota bhaiya ham bhagwan ke marg mein aap dobara kabhi ham samne mat aiega uthi aur aise mastak par hath rakha aur kaha zindagi mein kabhi ham tumhare samne nahi aaenge jao bhagwan ka bhajan karo bas wo mari ki ji pita mare ki jeee pari jab se nikle tab se aaj tak to katarta apni katarta apna lakshya dridh mar chahe jaun nahi nahi nahi bhagwan ke marg mein chaluga agar unhin ki baat mein aa jaate to ghar parivaar sansaar bhagwan ke marg mein chale to ismen katarta chahiye

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi