॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya mahilaen hanumanji maharaj ki puja kar sakti hain?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

kah rahe hain ki kya mahilaen hanuman ji ka vrat rakh sakti hain? Maharaj ji bahut sare log kahte hain ki nahi rakhna chahiye. Yadi aap bhagwan mante hain to ham bhagwan ke sab bachchhe hain. Chahe stri ho, chahe purush ho yah sharir hai lekin ansh to ham bhagwan ke hi hain. To ham kyon nahi hanuman ji maharaj ki aradhna kar sakte? Param brahmachari swaroop hai na isliye jo nishedh karne wale jan hai usi brahmcharya ko le ki wo param par wo bhagwan hai wo koi manushya thodi hai swayam shankar hai 11va Rudra ka avatar hai to hamen lagta hai ki jaise aradhna to sab koi kar sakta hai par ham bandhan va aadi ke liye abhi praman nahi paya apne hath se hanuman ji ke sharir ko chuna ya unke bandhan aadi ye abhi tak hamen lekin ham apne bhav se kahte hain ki hamare wo bhagwan hai ham hanuman chalisa padhe.

ham hanuman ji ka naam jap karen. Hanuman ji ke liye bhog ki vyvastha karen. Ye man lo ghar mein hanuman ji virajman to rasoi bankar badhiya sundar bhog lagave. Ye sab ham hanuman ji ki aradhna kar sakte hain. Lekin bandhan war chadna aadi ye hamen praman nahi mila. Isliye ham is vishay mein haan nahi kah sakte. Bakaya aradhna to ki ja sakti hai. Kyonki wo hamare bhagwan hain. Maharaj ji aarti kar sakte. Haan bhog banaiye, bhog lagaiye, aarti kijiye. Unka jo sharir Shri ga seva hai uske liye ham nahi kah sakte kyonki unka ek param brahmachari swaroop hai.

wo param brahmachari mahan to kah de bhai hanuman ji sabke hain wo ham bhi kah rahe hain. To ye sharir dharm ki mariyada hai. To ham sharir dharm ki mariyada ke antargat kahte hain ki bandhanwar chadna aadi jo hanuman ji ka hai wo hamne kahin nahi padha ki matayen bahne chadhaen. Unke shri ang ki seva ke liye ham nahi kahte

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi