॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya main manhus hoon ya yah keval niyati hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

main kisi jeev ki seva bhav se madad karti hoon parantu wo mar jaata hai. Maharaj ji kya main manhus hoon? Nahi uski ayu samapt hoti hai tabhi wo marta hai. Kisi ki seva karne se koi nahi marta hai. Guru ji jisko pata chalta hai na wo kahte hain ham aapke ghar bhi nahi aaenge. Tach kar doge to mar jaenge. Radha Radha are aisa kuch nahi hota. Aisa aisa kuch nahi hota. Aisa sansaar ke alag sutra hai. Guru ji har bar yahi hota hai mere saath. To ho sakta hai har bar sanyog aisa hi banta ho ki wahi milte ho jinko dhangna hai.

bhai sahyog bhi to hai ki wahi pashu pakshi milte hain jinko padharna hai to 10 panch bar aisa ho gaya tumhen laga manhus hai aisa nahi hai aisi sab baten nahi manani chahiye aur aisi baten dimaag mein baitha lo to depression ho jaega jitna likha hai utne mein hi svase rheng chahe pashu pakshi ki ho chahe manushya ki ho kisi ke chune ya kisi ki seva karne ya kisi ke kahne se agar kahne se ho to bahut log manate hain ki padosi mar jae wo mar jae sab mar na jae aise koi nahi marta jab jiski ayu aati hai tabhi marta hai.

usko bhogna padega. Wo chahe kide par jae jab tak ayu nahi samapt hai tab tak nahi mar sakta. Aur ayu samapt chahe amrit pila do phir bhi mar jaega. Usmen apna koi bhagya nahi lagta ki ham seva kiye wo bach nahi paya to ham manhus

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi