॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

maharaj ji ki bimari par Gurudev ki pratikriya kya rahi?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ki jab aapki kidney kharab hone ki khabar aapke Gurudev ko pata chali to unhone aapse kuch bola tha? Unhone bas jab hamne kaha ham koi dawa nahi lenge mar jaenge. To unhone kaha nahi rog rup se bhagwan aae hain to aushdhi rup se puja kijiye. Yahi vachan the ki rog rup se bhagwan aae to aushdhi rup se unki puja kijiye. Rog rupi bhagwan ki dawa rupi padartho se puja ho rahi hai. Bas yah hai itna wo karne ke baad bhi aap to matlab wo karte ho sadhan bhajan uske baad to sadhan bhajan nai kheti hai aur kidney kharab hona hai purani kheti hai to purani kheti ko hi to pa sakte hain na purani fasal hi to kati jati hai ab jaise aaj nai fasal bo di to aaj thodi khaenge ata to purani fasal ka hi to payenge to ye purani fasal ka ata hai aaj is janm mein ham sadhan bhajan kar rahe lekin purv janm mein paap karm bana to uska phal bhogna

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi