॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

sharir sambandhi chacha, jija aadi tyoharon mein paise den to kya lene chahiye?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ki sharir ke bahut se aise rishte hote hain jaise chacha, mama, bhai, nanand, unke bachchhe ityadi jo ghar mein ana jana hota hai tyoharon pe to paise ya bhet aadi ka adan pradan hota hai. To maharaj ji ye agle janm mein lenden phir se ban raha hai maharaj ji agar wo kabhi ham gaye unke ghar mein haan agar isko katna hai to ek upay bata dete hain. Man lo jija hain unmein bhagwan ko dekha. Unke pair chhue unko jo dan punya kiya to ham apne bhagwan ko kar rahe hain. Apne rishte natedaro ka jo ham aadar karen isse bada aadar kya hoga ki ham aapko sakshat bhagwan man rahe hain.

bhagwan mankar aadar karen to wo punya nahi hoga. Wo bhagwat seva ban jaegi aur bhagwat seva ka phal bhagwat prapti hoti hai. To ham kisi bhi rishte natedar kisi bhi aae hue atithi ya ghar ke sadasyon mein yadi ham bhagwat bhav kar pave to karm bandhan se ham kat jae. Isiliye hamen sab mein bhagwat bhav karna chahiye. Bhagwat bhav se hamen bhagwan ki hi prapti hogi na ki karm ke anusaar punya bandhan banega. Punya bandhan nahi banega. Bhagwan ki prapti hogi. Maharaj ji jaise hamen koi deta hai to yah man karke ki hamare bhagwan hamko prasad swaroop se de rahe hain.

hamare bhagwan hai samne aur bas bhagwat bhav sab jagah se bacha lega. Mere bhagwan mujhe de rahe hain to main unhin ki to sharan mein hoon. Chahe is rup mein de chahe is rup mein de jis rup mein de rahe hain mere bhagwan de rahe hain uska poshan kar rahe

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi