॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

main dukh se chhutkara chahti hoon, lekin bhagwan ke darshan nahi!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maine bachpan se bahut dukh paya hai. Ab main hamesha ke liye dukho se chhutna chahti hoon. Meri bhagwan ke darshan ki koi lalsa nahi hai. Naam jap mein bhi koi ruchi nahi hai. Par main sada ke liye dukh rahit hona. Ab jaise kisi ko paise kamana hai kah de meri ruchi nahi hai levri karne ki, nokri karne ki, vyapar ki. Aapko kuch na kuch karna shuru karna hoga. Bhale levri karo, ovartaim karo. 500 ki jagah ₹800 aapko milega. Aap kam kharch karo aur zyada kamao. Ab aise hi dukh se nivraat hona hai par bhajan nahi karna.

bhagvatik marg mein nahi chalna to dukh to bhogna hi padega. Marg mein to chalna hai par kya aur koi upay hai jaise aur koi upay nahi aur sab dukh dene wale upay hain. Dukh dene wale upay jaise ham tumhen batayen tum ek lakh kamao aur aap dusron ko dan kar do to wo 10 lakh mil jaega. Lekin bhagwan thodi milenge. To jinke paas 10 lakh hai wo sukhi hai kya? Aapko 10 karod mil gaya to aap sukhi ho jaoge kya? 50 karod ki asha jag jaegi. 10 karod ate hi 50 karod ki asha jag jaegi aur 50 karod ate hi ek arab ki maang ho jaegi.

ek arab ate hi kharbon ki maang ho jaegi aur bahut dhan ho gaya na to bharat mein number ek ane ki baat aa jaegi. Aur bharat mein number ek ho gaye to vishv mein number ek aa ye mayakrit jo lubhavavna chakra hai ye bina bhagwan ke bhajan ke liye bhajan ka arth naam jap naam jap nirantar naam jap

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi