॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab ek School ke bachchhe ne kaha "mujhe dhokha mila hai , ab padhai me man nahi lag raha "

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maharaj ji main school mein galat sangh mein padh gayi thi jiske chalte mere ko dhokha mila abhi pichle teen-char varsh se depression mein vartman mein padhai nahi kar pa rahi hath jodkar prarthna ye jo girlfriend boyfriend yah sab chala hai na ye bahut jahr hai ismen sukh nahi hai apne jeevan ko nasht kar dena hai na to grahasti layak rah jaata hai aur na bhagwan layak rah jaata hai bachchha aur jo antim baat aati hai wo jo abhi aapne kaha dhire-dhire depression mein pahunch jaata hai nahi to blackmail karke jeevan nasht kar

diya jaata hai yahan pahunch jaata hai ki main kar ab dekho padhai nahi utsah hin jeevan abhi bachchha hai wo are is avastha mein depression depression to 50 60 wale ko ho to samjh mein ave depression y 15 16 18 20 25 wale ko depression to par aacharan bigad gaye sang bigad gaya to jeevan bigad gaya hamare paas ek dawa hai naam jap jo prashn karo sabka uttar naam jap aur sab kuch naam jap se prapt ho jaega aur ye ham aise nahi bol rahe sab sadhan karke bol rahe hain naam jap karo Radha Radha aur satsang sunte raho aur kusang ka tyag kar do theek ho jaoge dhire-dhire

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi