॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

shri agr evam maluk peethadheeshwar shri rajendra das ji maharaj aur pujya maharaj ji ka adbhut milan !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

shri satgurudev bhagwan ki jai. Namo namo guru kripa nidhan namo namo guru kripa nidhan pranat janan hit hari charita pranat janan hit hari charita abhay karat karwat pa maharaj ji shri ji ki aisi apaar kripa hai aapke shri ang ko madhyam bana ke shri ji ne asankhyo jeewo ko satsang se jod diya jara sa ek aapke shri mukh se sunna chahte hamen do pankti bahut avshyakta ek shri agr Swami ji ka pad aapko suna are hamen accha lagega ham maharaj sunne ko pyari tere Naina Madan sarwari ratnari kari kajrari chandra badan par ati chavi chandra badan par ati chavi hamare man mein thoda bada sanshay tha.

itne gambhir maharaj kaise rajas karte honge? Bata Shyam sundar rup mein to samjh mein aaya kyonki bahut chanchal bahut natvar nagar lekin Ram ji ki jitni mudrae hain wo sab gambhir mudra mein inki prasiddh mudra tedhi hai. Tirchhi hai chanchal hai chital hai. Shri ji ne koi apni vishisht vibhuti is dharti par aapke rup mein bhezi. Ham to maharaj ji nahi jante. Ham to itne jante hain ki aap santo ke charnon ke maharaj maharaj

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi