॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ek bachchhe ne kaha, “mujhe bahut gussa aata hai. "

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

Gurudev mujhe chhoti-chhoti baton par gussa bahut aata hai aur kripa karke koi aisa upay batayen jisse main apne gusse par nirantran kar sakun. Radha naam japte ho kitna? Sirf char 5000 hi ho pata hai. Zyada kyon nahi pata? Ladka bachchha hai kya tumhare ki tumhen ladka bachchha ke byah ki chinta hai ki aur ek do sal pehle tak ye sadhak tha. Ab ye siddh avastha tak nahi bhai. Ab jaise jaise tum bade ho rahe ho waise waise tumhara bhajan kam ho raha hai. Rom rom se chal raha hai. Counter se hamko jap ke adhik se adhik naam jap karke dikhao.

jab aap adhik naam jap karoge samjh rahe ho na? To aapke andar shanti aayegi. Jab chhoti-chhoti baton mein jo gussa hota hai na wo hriday kamzor hriday hota hai. Mata-pita ke roz pair chhute ho. Dekho sab galat karne lage. Chhote the tum sab baat sahi karte the. Roz mata-pita ke pair chhwa karo. Theek hai roz pair chhwa sab santo ko pranam kiya karo karte ho santo ko pranam sant karte hain usko isi mein to bigad gaya wo ek do video chale gaye hamare saath ke hath tab se siddh ho gaya chhota bachchha tha to aake Padmasan mein baitha aur paas mein varta hui to video chala gaya to iske bahut to phlavar kya pholovar ho gaya ab wo siddh ho gaya nahi galat baat sab santo khub pranam kiya karo.

mata-pita ke pair chhwa karo aur khub naam jap karo. Theek hai? Chaturashi ji ka pad aata hai koi? Ji ke paas 12 pad to achhche se ate hain. 12 pad achhche se ate hain. Theek hai. Bahut achhche bachchhe ho. Gande bachchon ka sang mat karna. Koi gandi baat mat karna. Naam jap karna. Mata-pita ko roz pranam karna. Yahan aa ke sab santo ke charnon mein shri Harivansh. Jo sant mile shri Harivansh to dhire-dhire theek ho jaoge.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi