॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

mansahari logon ko bhagwan ka prasad dena chahiye ya nahi?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

mahara ji agar ham mandir se laya prasad kisi ko vitrit karte hain aur agar wah insaan mansahari ya abhaksh padaarth aadi ka sevan karta hai to paap hamen to nahi lagega. Nahi jarur pawa dena chahiye. Yadi wah shraddha se pave to prasad pavega to uski buddhi shuddh hogi to ek din gande aacharan chhod dega. Ek din gande aacharan chhod dega. Charanamrit hai. Bhagwat prasad buddhi ko pavitra karta hai. To yadi ham aise logon ko bhi prasad dete hain aur wah prasad ka anadar na karte ho to dena chahiye. Aur aadar sahit prasad pa lete hain usmen paap nahi lagega.

usmen punya lagega kyonki uske paap nasht honge. Uski buddhi shuddh hogi. Uska kalyan hoga.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi