॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

svasth sharir aur man ke liye bhojan kitna karna chahiye?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

hamen bhookh mein itna bhojan pana chahiye ki matlab jaise ham char roti pa liye aur hamen lagta hai ki abhi ek roti aur pa sakte hain to ab nahi pana chahiye. Ek roti ki gunjaysh rakhni chahiye ki abhi ham itna bhojan pa sakte hain to chhod do mat pao. Thoda bhukhe rahna. Bhojan ke baad thoda lagna chahiye ki abhi main pa sakta hoon. Itna agar bhojan paoge to sharir aapka svasth rahega. Mota hona svasth nahi kaha jaata. Sharir ka bahut charbeevan hona svasth nahi kaha jaata. Sphurtivan hona svasth kaha jaata hai.

aur chintan paraayan svasth to bhojan ka sudhar karo. Dekhne sunne ka sudhar karo. Bolne ka sudhar karo aur naam bar-bar hath purvak japo to bhajan mein priti ho jaegi.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi